Sleep & Wake
Slept at: 12:30 AM
Woke up at: 8:30 AM
Fajr miss hogai — is baat ka afsos raha.
Uth kar tayyar hua, nashta kiya.
9:25 AM par office ke liye nikla aur 10:17 AM par office pohoncha.
Office me assigned tasks par kaam kiya.
1:05 PM – 2:00 PM: Lunch break
3:15 PM: Zuhr
5:16 PM: Asr
6:00 PM: Maghrib
Kaam smooth raha, lekin aaj koi special learning ya progress feel nahi hui.
8:00 PM: Office se nikla
8:40 PM: Ghar pohoncha
9:00 – 10:00 PM: Gym
Ghar aa kar khana khaya aur thora rest kiya.
🧠 Reflection
Aaj ka din routine-based tha, lekin focus aur learning missing rahi.
Fajr miss hone ka regret hai — is par serious kaam karna hoga.
Kal priority hogi: focus improve karna aur din se learning nikalna.