Daily JournalDate: 9 May 2026Day: saturday
1- aj hamari light band thi jis ki waja se itna kam nai kar saki bohat bouring guzra tha sara din
2- Sona aur uthna:Raat 11 baje soyi.
3- Wo cheezein jo mai baad mai dekhna chahti hu:Muja apni sis ki help krni haiMai hamesha apna kam par focus rakh kar kam karti hu
4- Yaad rakhne wali baatein:Kabi namaz nai chodni mujaHamesha dusro ki help karni hai
Day Start Section
5- Aaj ke important kaam:
Sari namaze waqt par parni hai
Aj mai ne machine lagaiLearning par focus kiya lekin light jana ki waja se zyada nai kar saki
6- Aaj kya nahi karna:Hamesha apna kam khud karna ki adat dalo dusro ka sahara nai jeena
Day Close Section
7- Aaj ki achievements:Fajr aur qaza namaze pariSurah Yaseen pariManzil aur azkar pareSari daily namaze pariSurah Waqiya aur Surah Mulk pariDummy bidding dekhi
9- Galtiyan aur seekhna:Zindagi mai insaan jab tak zinda hai bohat kuch sikhta hai wo kabi rukta nai
Seekhna:Mujhe apne thought positive rakhna hai
10- Namaz timing:Fajr: Quran aur azkar ke sath pari
Zohar 12:30 baje pariAsr: 4:15 baje pariMaghrib: 7 baje pariTahajjud: 3pm
Aj hamari light jani hai is leye mai ne daily journal jaldi post karna hai us a bakd eisha par ar so jana hai