Daily Journal Date: 11 May 2026Day: Monday
1- aj se mai ne park jana start kiya muja bohat maza aya mai ne fajar parna ka bad 5:30 par park chali gai sat wali neighbour chachi ka sat gai or fr aj 6:pm par nashta kiya fr thori der bad mai fr so gai
2- Sona aur uthna:Raat 11 baje soyi.
3- Wo cheezein jo mai baad mai dekhna chahti hu:Aj mai ne sara kaam complete kiya jo jo mai ne soucha hue thayMai apna kaam mai bohat behtar hu pehla se
4- Yaad rakhne wali baatein:Muja zindagi mai bohat agay jana haiHamesha dusro ki help karni hai
Day Start Section
5- Aaj ke important kaam:
Sari namaze waqt par parni hai
Aj api se batay ki Net kharab tha us ko sai karna ki koshish ki
6- Aaj kya nahi karna:Apni bhabio se door rehna hai
Day Close Section
7- Aaj ki achievements:Fajr pariManzil aur azkar pareSari daily namaze pariSurah Waqiya aur Surah Mulk pari
8- Galtiyan aur seekhna:Acha mai ne aik bat sikhi hai k keht hai na k kuch pana ka leye kuch khona parta hai lekin mai ye kahu gi k kuch pana ka leye bohat kuch khona parta hai
9- Namaz timing:Fajr: Quran aur azkar ke sath pari quran ki talawat ki
Zohar 12:30 baje pariAsr: 4:15 baje pariMaghrib: 7 baje pariTahajjud: 2:30pm
Hamari light chali jati hai is leye ab mai eisha parna se pehlay daily journal post kar diya karna hai jab tk light k routine sai nai ho jati or us ka bad so jati hu