🫱Why Iyyaka na'budu comes along with Iyyaka nastaeen??
When we finally decide "hm Teri hi ibadat krtay h" y decision lenay k bad zindagi asan nhi ho jae ghi.. chounka y faisla bht mushkil h... Y faisla lainay k bad bht si mushkilat k samna krna prta... Jha jaha s insan ko support milti thi dunya m ho sktay saray rastay bnd ho jae is Lia agar khi s support nhi milay ghi to jis k lia faisla lia tha us s support Leni pray ghi... To ab samagh Aya... Why Iyyaka na'budu comes along with Iyyaka nastaeen 🥺💔🩹 (agar Zindagi asan hoti to sb s phlay Allah k paigambro ki hoti🥺)
🫱Why in Fatiha Allah uses Isam(Noun) for Rab and Fail(Verb) for Abd?
As Fatiha describes the relationship between Rab (Allah) and Abd
Ism is use for hmaishgyy
Fail describe mazi +Hall +mustaqbil
So Fatiha m jb hm khtay "ham Teri ibadat krtay" to is m fail k istamal krtay hoa hm is bad k aeitraff krtay " hmari ibadat m oonch neechay hoti h 😭 kbhi km kbhi zyada kbhi bht kam kbhi bht zyada ham s hmaisha ki ibadat mumkin nhi...
To Fatiha m "Na'budu" kh kr Allah n um pr bht Rehm kia h... Hm n y dawa nhi kiy ahm hmaisha hr lamhay ap ki ibadat m hotay h y dawa bht bara ho jata...💔🩹😭