Aj itny kaam thy kay apna kaam krny ka time hi ni mila itna.
Aj for some reason Bakra mandi jana para... oder zada time laga whan say wapis aya to dekha bakra to liya hi nahi... π₯²
Aik jannay walay thy on kay pass gaye whan deekh final kr aye lekin vo bhi ni lya.. ab is kay beech mae community mae engage raha... so zada time waste mat ho.. wapis aa kay boht thak gya tha to phir kuch ghar kay kaam and then bsss..
Community mae kuch posts parhien... and kafi valueable thien..
And bss isi tarah aj ka din guzra..
Suggestion γγγγγγγγγγγ
Last mae suggestions lena chaho ga kay
Maine video editing se start kiya, phir graphic design, WordPress aur eCommerce (Amazon & Shopify) par kaam kiya, sath hi marketing aur soft skills improve ki. 2β3 saal explore karne ke baad 1 saal pehle clients milna shuru ho gaye.
Ab main automation, n8n aur generative AI par focus kar raha hoon, aur apni tamam skills ko combine karke ek complete, high-value business solution banana chahta hoon.
Kis tarah ka pakage hoo os mae kiya provide kiya jaye..