Assalamualaikum
Aj school ki chutty thi to 1:00 utha nastha Kya nani k ghr gaya khana khaya then khala agayin to cousins k saath horror film 706 dekhi maghrib ki namaz ki jamat krwayi exams ki tayyari ki phir khana khaya ghr aaya ab journal likh Raha hon is k baad so jaoon ga.
ALHAMDOLILLAH.
Aap ka din kesa guzra. Jazak Allah.