Umar ka ghar apni videos recoed ki practice ka lia
12:00 — 2:00
Walema par jana tha
Kapray press kiye
Shoes polish ki
Shower liya
Ready hua
Nephew bhi tyar hua
umar na bahu shawar lana tha
Is time namaz parhi
Bike nikali aur sath hassan na bhi aana tha
Rasta mein Iqbal ka wait kiya
2:00 — 3:15
Rasta mein 3 bikes thi
Thori racing bhi lagai
Gup shup hoti rahi
Hassan ne ATM se paisay nikalwaye
Taj Mehal punch gaye
wahan par ja kar videos bannayi aik group
3:15 — 4:00
Thora wait kiya
Khana aa gaya
Aaj bhi pait bhar kar khaya
Baad mein guilt hua
80/20 rule use karna tha magar yaad nahi raha
Phir videos aur photos banayi khana khana ka bad
4:00 — 4:40
Bike lekar wapas ghar aya
Iqbal ka ghar
4:40 — 5:30
Iqbal ka ghar
Namaz parhi
Chai pi
Wapas ghar aya
5:30 — 8:00
Apni roof par music sunta raha
Maza nahi aya
Umar ka ghar gaya
Phir qazi ki dukaan gaya mobile chck krwana tha umar na
Wapas ghar
Isha ke sath Maghrib ki qaza namaz parhi
8:00 — 9:30
Live session – dummy bidding
Internet slow tha band kar diya
Journal writing
Reflection:-
Aaj ka din kaafi productive thaAlhamdulillah.
Subah project mastery wali videos dakhi Small win + bike achi tarah drive ki Aur sari 5 namaz parhi Apni videos record karta raha Practice ke liye +aaj din thora risk lata raha risk liya.
Project management seekha aaj.
Khana khate waqt 80/20 rule use karna hai Bahar ka khana kam karna hai Namaz aram se parhni hai Baat karte waqt clear words bolne hain.
Mood happy wala tha Clarity bhi aa rahi thi Confusion bhi hoti rahi Doubts bhi aate rahe Lekin Alhamdulillah.