Sleep π΄:-2:00am
Wake up :- 8:30 am
- 9:00 am to 10 am :- uth kar Breakfast Kiya kuch 2 roti khayi one cup tea
10 am to 12:45 pm :- And mai baith gya editing karne ke liye continue editing ki
12:45 pm to 1:30 pm :- Johr namaz padhi market mein freind se mulaqat ki ghar wapas aaya
1:30 pm to 3:45 :- Aakr khana khaya and iske baad haroon bhai ki ek freelancing mein class attend ki uske notes banaye orr community par share kiye
:- thodi derr YouTube chala kar mai gay asr ki namaz padhne
3:45 pm to 5:45 :- Asr ki namaz padhi aakr sabji bazaar gya waha se 4:45 pm par wapas aaya
:- aakr cricket khelne chala gaya
5:45 to 8:00 pm :- Maghrib ki namaz padhi freind se market mein mulaqat karke mai aagya ghar par aakr family time spend uske baad khana khaya
8:00 pm to 9:10 pm :- Isha ki namaz padhi namaz ke baad surah mulk,,surah sajadah padhi ghar wapas aaya thoda mood volleyball π khelne ka bana lekin nahi khela
9:15 pm to 10:45 :-ghar aakr editing ki and abhi 12:00 am tak inshallah sona hai thodi editing karke