๐ Sleep:2:00 AM โ Tahajjud parhi pani bhot thunda hota lekin ek motivation hoti hai k jgh rhi hu to prh ky so jau gi Allah pak qabool frmaye Ameen
Us ke baad mama ki tabiyat theek nahi thi, is liye unke paas baithi rahi.
3:00 AM ke qareeb ja kar soi๐ด
โฐ Wake Up:6:15 AM โ Fajr ki namaz parhi Body bohot tired thi, is liye wapas so gayi.Plan tha subah kaam karne ka, lekin rest ki zarurat thi.
-------
๐ Morning / Midday Routine
12:40 PM โ Uthi, fresh hui1:00 PM ๐ โ Zuhr ki namaz parhi
๐ฝ๏ธ Brunch:Channay + Paratha + Chai
--------
โญ Timeline Overview
2:30 PM โ Free hui, khana khaya aur ghar ke kaam kiye
3:30 PM โ Free hui or thora time community me spend kiya
4:00โ5:00 PM ๐ฅ๏ธ โ Girls ka dummy bidding sessionattend kia session me 1 job select hui. Us job par cover letter likhna tha, lekin abhi likh nahi paayi.InshaAllah cover letter kal subah likhun gi.Session 5:00 PM per end hua.
5:00 PM ๐๐ โ Maghrib ki namaz parhi aur Qurโan Pak ki tilawat ki
6:00 PM โ Free hui Sir Haroon ki video dekhi, jo bohot informative thi
Stop Limiting yourself By Saying this๐
How to deal with Misbehaving Seniors๐
7:00 PM โ Dobara ghar ka kaam kiya
8:00 PM โ Free hui or family ke paas baithi
8:00 PM ๐ โ Isha ki namaz parhi
Bhai ne madrassay jana tha, is liye uske kapray press kiye
Sath sath YouTube par โMere Walid Mery Sheikh โ Episode 2โ dekha
9:00 PM ๐ฅ๏ธ โ Shayan bhai ka SMM session attend kiya
10:30 PM โ Free hui or dinner kiya๐ฝ๏ธ Dinner: Daal Chawal
11:20 PM โ Assignment par kaam start kiya
1:08 AM โ Assignment complete hoi Allhmdulliah
1:08โ1:22 AM โ๏ธ โ Daily journal likha or 1 Hazrat je ki short video dhki
๐ Wins of the Day:
โ
Tahajjud aur Fajr parhi
โ
Mama ke saath waqt guzara aur khayal rakha
โ
Dummy bidding session attend kiya
โ
Ek job select ki
โ
Qurโan Pak ki tilawat ki
โ
SMM session attend kiya
โ
Assignment par kaam start kiya
โ
Daily journal complete kiya
๐ฑ Reflection :
Today was tiring but meaningful. Family responsibilities, learning sessions, and spiritual connection all came together. Even though not everything went according to plan, I stayed present, learned something new, and remained grateful. Alhamdulillah for strength and patience.
๐ Prayer Checklist:
Tahajjud โ๏ธ
Fajr โ๏ธ
Zuhr โ๏ธ
Asar โ๏ธ
Maghrib โ๏ธ
Isha โ๏ธ
Night Dua Before Sleep:
ุงููููฐููู
ูู ุจูุงุณูู
ููู ุฃูู
ููุชู ููุฃูุญูููุง
Translation : "Allah, tere naam se main marti hoon aur zinda rehti hoon."
End of Day 51 โ Alhamdulillah ๐ค