π
Date: 11 / 02 / 2026
β° Wake-up:
Aaj main 1:30 PM utha. Uth kar fresh hua aur phir namaz parhi.
π Coaching
Namaz ke baad main coaching gaya.
Coaching se wapas aa kar maine Asr ki namaz jamat ke saath parhi β Alhamdulillah π€
π Home Tasks
Asr ke baad main ghar ke liye doodh lene gaya.
π Evening Routine
Ghar aakar Maghrib ki namaz parhi.
Phir main bachon ko Sipara parhane chala gaya.
Wahan se wapas aa kar main Isha ki namaz parhne gaya.
ποΈ Gym / Fitness
Isha ke baad main gym gaya.
Workout complete kar ke ghar aaya aur protein shake banaya πͺ
π¨ Work / Branding
Aaj maine LinkedIn ke liye ek poster banaya.
Reason: mere LinkedIn pe 500 followers complete ho gaye π
To maine followers ko thank you kehne ke liye poster design kiya.
π₯ Learning
Abhi main lectures dekh raha hoon aur saath saath daily journal likh raha hoon.
π― Tomorrowβs Target
Kal ka main goal:
β
Dummy bidding karni hai (InshaAllah)
Aur yaar honestly 500 followers bhi big milestone hota hai β slow but strong growth πͺπ₯