Assalam o alikum,
2-feb-2026
Aj ka mera din shuru howa subha 8 bjy se uthe ke sath hee fresh howa nashta kiya or mama ko school
chorne gaya waha se 9:15 pee aya or aake dubara soo gya dubara 11 bjy utha thora social media use
kiya uske baad ghr ke kam kiya saafi wagera uske baad 1:35 pe mama ko leena gaya aake kahana
wagera kahaya 3 baj chuke tahe thora phone use kiya or tution center chala 6 bjy aya uske baad apne
czn kashan bhai ke sath khala ke chala uske baad ghr aya tu kuch saman wagera leena taha tu hum
dono unit 10 chale gy uske free hooke laptop lee ka bheta 8 bjy linkedin ki profile optimization pe kam
kiya community mai welcome post add ki or 10:30 bjy tbyt thori down hoo rahe hee tu sone ke liya laat gaya hoo