Subha namaz phr Thora Soo k dubara utha breakfast kra phr office Waha se wapsi 8 bjy tk ghr Aya dinner waghera kr k sir Haroon ki video dekhin skool use ki.. community ki guidelines k hawaly se or leaderboard waghera kaafi achi lgin videos seekhny ko Mila ussy .phr Kuch frends and then good night.