Mere notes ek hafta late ho gaye hain. Halanke main is dauran lectures attend kar raha tha aur notes bhi bana raha tha, lekin andar se thora dar aur confidence ki kami ki wajah se main unhein community mein share nahi kar pa raha tha.
Aaj main apne notes share kar raha hoon.