Is community ke classroom me jo video editing ke lectures hain usme absolute beginners k lie kuch cheezay missing lg rhi hain
Aap logo ki nazar me koi free course hai youtube wgera pr jisme foundations aur basic definitions covered hon?
Let me know aap logo ne kahan kahan se seekhi video editing