Haroon bhai na bohat acha sa samjha ya mujha b samjh ai brain ko kasa istamal karna ha agar aik kam ma dakhil ho jao dil laga kar kam kro jo chiz brain ma chal rahi ha us ka lazmi notes banaye bohat acha laga or sab sa zarori namaz kaim karo azkar karo quran ki tilawat kro apna ap ko rest do negitive chizo par dahan na do hamasha positively socho har roz apna ap sa sawal karo or apna maslo ko aik aik kar ka hal karo is community ma rah kar aik din inshallah zarur earning shuru karo ga