So I am reading and consuming a lot about Neuromarketing (mentioned in my intro), aur jo main ne discover kiya hai wo bohot fascinating hai: hamara brain survival ke liye design kiya gaya hai.
Is tarah Allah Ta'ala ne design kiya hai ke ye ek bhi second ke liye apki energy waste na kare aur hamesha relax rahe.
So jo apke everyday decisions hote hain - even small ones like "bistar se uth jao ab main aur do X thing."
Wo aap 5 se 10 second ke andar lelo.
Why, q 5-10 sec?
Ye jo 5-10 seconds hai, ye actually ek "window of activation" hai
Es mein jo bhi decision final karna hai, kar lo. Phir ye window close hony lgti h.
Window Close Hone Ke Baad Kya Hota Hai?
After this crucial 5-10 seconds:
Your emotional brain starts generating more reasons to stay comfortable - ye kind of safety mechanism hai. Phir ye apko reasons dey ga na karne ke, and you stay in that.
p.s. I took this post decision in 5 sec😊💫