AoA!Aaj mana rewire your brain wali video dakhi is sa ya seekhna ko milta ha ka hamari daily life ma koch bhi hama wo aik dairy ya note pr likh lana chahia or apna time waste nahi krna or ya kabhi bhi nahi soochna ka ya kam ma nahi kr skta kio ka jaisa aap soocho ga waisa hi hoga aap ka sath