Mera community mein aane ka dil nahi kar raha.
40 days conservative rehne ke baad main low feel kar raha hun.
Yeh bhi nai ka social media pa time zaya kr raha hun
job y baba k sath dukan pa jata unki help krna
pahla jesa ma time dyta wo nai ho pa raha
daily journal nai likh ho raha .
videos nai dekh ho rahi.
Dummy bidding nai kr ho rahi
Andr sa khali khali feel ho raha
Mujhe kya karna chahiye Kaha sa laon motivation?