main nai abhi digital marketing seekhna start ke laikin main chata hoon jis tarhan ap nai freelancing guide main bataia hai 3 skills ka un main sai upwork bidding kaisa seekhoon ya pehlai free wali community main mindset pai work karoon aur phir uska baad paid community main aon aur ap kia recommend karain gai kia seekhoon