pichle kuch dino se kafi busy schedule tha is waja se posting nhi kar saka...๐ฅบ
''MORNING''
5;45 pa utha namaz parhi us bad quran ki talawat ki
phir thori dair late gya usk bad 8 baje nashta kiya and ami ka sath gar ka thora kam karwaya.
kam karwane k bad ma na kaafi dino se classes nhi li thi arabic to Classes li.
''Evening''
Din ka khana khaya usk bad zuhar ki nama parhi phir kuch classes pending thi wo li phir gar ka kuch kam kiya, kam karne k bad phir asar ki namaz parhane k bad ma na bacho ko tution ka sabaq tiyar karwaya.
''Night''
Namaz maghrib ada karne k bad relatives aye the unk sath phir time spend kiya or 7;30 baje raat ka khana khya.
phir thori dair or bathe phir ma na thori si game khali or 9;15 pa isha ki namaz parhi us k bad 9;45 tak ma so gya.