Busy schedule, honest regret
Day: 09th Date: 15th Jan 2026 ποΈ Sleep Log Slept at: 2:00 AM Woke up at: 7:00 AM π Weekly Reminders β’ Course ki videos properly aur focus ke sath dekhni aur complete karni hain β’ Study seriously karni hai without skipping β’ Routine ko wapas track par lana hai π§ Key Highlights of the Day Day Schedule 7:10 β 7:30 AM β College ke liye ready hui 7:30 β 8:00 AM β Breakfast 8:00 AM β 1:30 PM β College 1:30 β 1:50 PM β Ghar aakar fresh hui 1:50 β 2:30 PM β Lunch 2:30 β 3:30 PM β Family time 4:00 β 6:00 PM β Afternoon sleep 6:00 β 6:30 PM β Ready hoyi 6:30 β 9:30 PM β Family ke sath bahar gayi 9:30 β 9:40 PM β Ghar wapas aayi 9:40 PM β 12:50 AM β Relatives se milne gayi 12:50 β 1:30 AM β Rest + Instagram scrolling 1:30 β 1:56 AM β Journal writing β
Reflection Aaj ka din bohat busy raha. College gayi, phir family aur relatives ke sath time spend hua. Aaj unfortunately course ki koi video nahi dekh saki kyunke bilkul bhi time nahi mila, aur iska mujhe kaafi regret hai. Saath hi namaz bhi skip ho gayi, jo mujhe feel ho raha hai ke theek nahi tha. InshaβAllah kal apna routine better manage karungi, apni learning aur namaz dono ko priority dungi. π π― Priorities for the Next Day β’ Video editing ki 2 videos dekhni hain β’ Namaz 5 waqt properly parhni hai β’ Study sahi se karma start karni hai.