Date : 1/7/2026 Asalam alikum everyone Aj nend se ankh khuli around 1:40 pm in the afternoon then fresh hua chae pe namaz parhi alhamdulilah then bahir Gaya Kafi dair tak wapis akar launch Kiya mobile use ki asar ki namaz parhi alhamdulilah Uske baad chae wagera pe magrib parhi alhamdulilah Uske baad thori mob scroll Kiya bahir Gaya aj kha din bahir ziyada guzra hai time he nahe diya bilkul insha'Allah kal Thank you